Yeh ank kahan se aate hain?
Har market ke apne chart se: do ank uske pichhle ank aur uske cut (5 aage-peeche: 1↔6, 2↔7 …) se, aur do woh ank jo haal me sabse zyada aaye. Unhi ankon se jodi aur har ank ka ek panna banta hai.
Kya yeh fix number hai?
Nahi. Declare hone se pehle koi number pakka nahi hota. Yeh roz badalne wala free andaaza hai — kisi ko 'fix' ya 'leak' ke paise mat dijiye.
Guessing kab badalti hai?
Din me ek baar, aadhi raat ke baad. Page refresh karne se ank nahi badalte.